Details

Mahjur Qurran

Website
Visit Website
Description Raghib-ul-Hasan is a pakistani islamic writer and researcher who writes islamic articles in monthly Sout-ul-Haq (Voice of Truth) to clarify common misconcepts about Islam. He has two books on his credit, one on divorce and 2nd on misbelieves about Islam.

Followings are discussed in "Mahjur Qurran": Tarikh-e-Islam ya Tarikh-e-Muslim, Qurran ka challenge or mazhabi peshwait ka jawab, Arz o Sama ki tehqeeq, Ulma koun hain, Halal or Haram, Firqa Bandi or Rasool se Qata Talluqi, Aslaaf per bahas, Kya aqal ka istamal haram hay, Qurran Saher ki kitaab? MurdoN per Qurran paRhna, Qaber Parasti, Uswa-e Husna ya Hayat-e-Tayyaba, Qattal Farz hay, Rasool Basher hain, Nabi ki zaat mein ghulu, Rasool ko ghaib ka ilm nahi, Aal-e-Rasool ka aqida, Kya rasool ne padrioN se uloom seekhay? Qayamat mein rasool shifaat karain ge ya shikayat? Aql o fiker ki dawat, Pahli wahi ki kahani, Qurran mukammal zabta hayat nahi, ghulam or lonDian, Al-muzammal Al-mudassar, Sirat-e-Rasool and Ishq-e-Rasool ka Afsana
Rating
  • 76/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
3.8/5 based on 5 votes.
Ownership webmaster
Views 6290 views, 0 incoming clicks. Averaging 1 view and 0 incoming clicks per day.
Related Listings
Similar Listings
Mahjur Qurran
Ahkamaat-e Qurran
Aawargi
Basaat
Secret Agent
Submission Date 04:11:2006

Comments on Mahjur Qurran

Anonymous
Avatar Anonymous
Posted 03:13:2011 - 11:53:17:

I am partially agree with the author.

Some of his statements in this book regarding Quranic verses require more explanation with proof and evidence.

Anonymous Muslim
sameer
Avatar sameer
imp
Posted 07:21:2009 - 13:05:42:

Asalamualaikum

Main ne Mahjur quran yah kitaab reading kiya aur yeh bhut aachi aur ajj kal ke halat ke mutabaiq hai aur es kitaab main kaafee aham maloomat hai .meri yah es tarah ki aur kitaab-e- app log free download dijeeyee. aur some book not downlloading .why this problem.

ALLAH HAFIZ. sameer
ali saqib
Avatar ali saqib
Posted 01:30:2009 - 04:06:31:

its forbidden in quran to try to find the meanings required by your mind.(YOU HAVE TO THINK NO DOUBT BUT THATS INTERESTING THAT YOU HAVE TO EVEN THINK IN LIGHT OF QURAN)the writer as himself admitted that the arabic language is very vast and its difficult(if not impossible)to translate in any other languages.in his introduction its written that he achieved SHUD BUD in arabic and this lack of knowledge is showing itself not only in interpretation but even in translation as well(roohan means rooh al quds. basira means daleel)you cant interpretate in translation itself thats a thumb rule in languitic translation and the interpretation has lot of flaws as per rules according to which you have to prove your interpretation again by quran .the quran itself observing this rule ASK FROM ABRANI SCHOLARS
any how sorry if you are hurted at all if you have done it with a good NIYYAT
ALLAH MAY HELP US
Arshad Hussain
Avatar Arshad Hussain
Posted 11:06:2007 - 12:42:24:

Rahib Ul Hassan!!!! app ki kitab phadh ker meree ankhowoon see answooo jari hwogaeeee..
A MEHMOOD
Avatar A MEHMOOD
Posted 05:28:2007 - 03:43:06:

DEAR BROTHER,
YOU HAVE NOTIFY THE ALL PINPOINTS BRIEFLY AND SHORTHANED :CAUSES OF FALL OF UMMA{semicolon}I FEEL IN PRESENT TIME ESPECIALLY EVERY MUSLIM FEELING
THAT ARE IN WORST STATE IN ALL ASPECT OF LIFE.
PLEASE WRITE MORE FOR US.MAY IT AWAKE HEPNATIZE UMMA.
THANKS FOR WRITING SUCH A NICE BOOK.
arsh2m @hotmail.com
Guest
Avatar Guest
Posted 11:10:2006 - 19:08:04:

sub sey pehley main kitabghar waloon ko mubarak baad doon ga for issuing such a good book,raghib sahab ney kafe achee batoon kee taraf ishara kiyah hai aur mojoda halat main muslim nation kee halat samajhney key liye aik zaberdast koshis hai.yahan aik baat zahen main aateee hai ka taleem keee kummmi keee waja sey aur hud sey ziyada aqeedat ney yeah din dikhlaye hain ka aaj apnoon key hathoon apney pareeshan hain aur halat din raat kharab horahein hain,in halat main hum sub ka yeah furz
hai key na sirf khud quran samjhey bulkey apney ghar waloon aur jahan jahan hosakey quran kee taleemat ko phelain.
J A KHAN
Ali Raza
Avatar Ali Raza
Posted 09:15:2006 - 09:39:35:

Rahib Ul Hassan balashab aik bahut hi achay insaan haan aur is kai saath saath un ki sooch kafi unchi aur bland hai. Balshaba yahi loog haan jo harmai nasal ko in moulwioon sai nejat dalwa saktay haan. Mien Rahib Ul Hasan kai tah dil sai shukar guzar hooon kai unhoon nai itni achi tahreer lekhi.
Mujhai Raghib ul Hasan ka Email chahiaa
I want Raghib ul Hasan-s Email urgently with thanks.
Muhammad Saqib
Avatar Muhammad Saqib
Posted 07:24:2006 - 19:10:36:

mujhe raghib sahab ki tahrir bohat pasand aaee unho nay jo kuch likha hay bilkul sahi hay lakin mai unkay knowledge mai ya baat lana chahta hoon k jis jamatulmuslimeen ka unhon nay zikr kia hay wahi jamaatulmuslimeen aaj bhi Alhamdulillah mojood hay or tamam tar takali
f or paraishaniyon k bawajood sirf or sirf khalis deene Islam nafiz karnay k liay jiddo jehad karrahi hay. shayad aapkay knowledge mai ho, aapki baton say mainay ya andaza lagaya hai k aap ahadeese Rasool k inkari hain lakin kia aap mujhe ya batana pasand karaingay k Salat ka tariqa Quran mai to nahi hai phir kahan milayga? ya jis ki marzi jaisay chahay Salat qaim karay..!
Mohammad Safdar
Avatar Mohammad Safdar
Posted 07:06:2006 - 06:54:39:

Thanks to Allah Taala and then ourbeacon.com forum with the help of brother Anwar from montreal,This book is same feelings of this forum members and the ummah need such brialient people to spread the reality of Qur-an.Lakhoon salam to brother Raghib-ul- Hussan.
my e mail address sescohk@yahoo.com
M.Safdar Hong Kong.
Mehboob Ahmed
Avatar Mehboob Ahmed
#10 - Quote - Permalink
Posted 05:06:2006 - 19:01:51:

Main ne abhi aik mail Majhur Quran ke hawale se bheji hai,agar kiyonke main ne raqim e tehreer ka e-mail addres ki demand ki thi, lekin apna e-mail address nahin likha tha,
Mera e-mail address note kar lain
nabeelbalol@yahoo.com

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.