Details

Darbar-e-Dil <img src=../bookbase/umaira/darbaredil-head.gif border=0>

Website
Visit Website
Description <br>Darbar-e-Dil is an out standing novel by Umaira Ahmed, who is the most popular name among todays novelists. The novel is about those people who sometimes make a small mistake and pay big for that and then they keep thinking there must be some will of GOD in this mishap. The book also contains small dialogues between Women, Mem and Devil, which is a unique piece of writing. Umair Ahmad did his M.A English from Murrey College Sialkot and served in Army Public College Cambridge Wing. She started her literary career with writing stories in digests and now she is a very successful novelist and drama writer. Many of her novels have been dramatized so far like Wajood Laraib, La Hasil, Amar Bail, Man o Salwa, Wapsi. Her first TV serial Wajud-e-Laraib won Best Writer Indus Vision Award 2005. She had also wrote three tele films and one drama -Noor Ka Maskan- for Radio Channel FM 101. Her books include, Hum kahan ke sachay thay, darbar-e-dil, wapsi, zindagi gulzar hay, mere 50 pasandida scene, peer-e-kamil, La Hasil, Haasil, Mein ne Khabon ka shajar dekha hay, Amar Bail, Iman Ummid or Mohabbat, Meri Zaat Zarra Be Nishan, Sahar aik istara hay, Harf se lafz tak, thoRa sa asmaaN, man o salwa.
Rating
  • 93.4/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.67/5 based on 15 votes.
Ownership webmaster
Views 59269 views, 2 incoming clicks. Averaging 10 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 2
Similar Listings
Naghma-e-Dil
Crack Down
Zero Blaster
Aawargi
Secret Agent
Submission Date 06:01:2008 (Edited )

Comments on Darbar-e-Dil <img src=../bookbase/umaira/darbaredil-head.gif border=0>

tani
Avatar tani
#51 - Quote - Permalink
Posted 07:19:2010 - 17:41:57:

hmmmmmm novel was good but not outstndind jese aapka "emaan umeed aur mohabbat" n peer-e-kamil hain but goog 1smiling face
saima taimur
Avatar saima taimur
#52 - Quote - Permalink
Posted 06:24:2010 - 16:30:32:

Its an amazing Novel.. I really feel so good after reading this.. There are alot of things that are actually present in our life and we are hiding our self from them. But by reading these types of novels we can see the truth of life and try to find the solution for them.. and pray to ALLAH to give us HADAYAT. Hope writer like Umera Ahmed will give us more thoughts that we never think of. and allow us to think positive in life and always depend on ALLAH and no body else. May ALLAH give us HADAYAT. AMEEN
ABRAR AHMED FROM KOHAT SHAKARDARA 0345-5938789
Avatar ABRAR AHMED FROM KOHAT SHAKARDARA 0345-5938789
#53 - Quote - Permalink
Posted 06:22:2010 - 01:35:11:

THE ATTEMPT IS NOT BAD BUT NOT GOOD TOO,
UMAIRA G AP NE BAHUT ZEYADA BEZARI BAYAN KI HAI MAHIR KI ZINDAGI KI JAB WO FONE PE LAST TIME BAT KAR LETI HIA, AUR MERA NAHI KHAYAL K ITNI BEZAR HO SKTI HAI ZINDAGI, AUR JO BANDA ITNA ISLAMI HO START SE TO WO ITNA BEHAYA B NAHI HO SKTA, BUT ANY WAY THE I APPRICIATE UR ATTEMP, AND WISH U TO WRITE MORE AND MORE BEAUTIFUL,
ALLAH BLESS YOU ALWAYS
THANK YOU
zubaida abbas
Avatar zubaida abbas
#54 - Quote - Permalink
Posted 06:17:2010 - 04:54:13:

dear umera main iss website k through app se yeh request kaeongi k app bas likha karain apni kahanian dramaa ban ne k lyai na dain kyun k pakistan k television aur films ka mahaul had se zyiada khrab hota jaraha hai yeh indian film industry se bohat mutasir hain jab aap ka drama hit hota hai aur hum log drama k actors k interviews sun ne k ishtiaq main hotai hain aur phir in actors ki personal life ka pata chalta hai k yeh to khud us dagr par chal rahai hain jin ki budkirdari aap dikhati hain to ab aap batain k humara youth confuse nahin hoga, in heros aur heroins ko wohi besharmi aur behayai ki batain krtai daikh kr jin ko unhon ne apke dramas main shareef un nafs daikha hota hai ya phir boraiy se toba krtai daikha tha yeh tevi walai apkai likhai dramas ki insult krtai hain aur jo boraian app ne pin point ki hoti hain unhain glamorize krtai hain.app balanced alfaz main borai ya besharmi ka zikr krti hain aur yeh khol khol kr inhain dikhate hain aur maza laite hain. mera nahin khial k is tarha se app society main ko obvious change lasakti hain. bas likhnai pr focus karain.
zubaida abbas
Avatar zubaida abbas
#55 - Quote - Permalink
Posted 06:16:2010 - 23:51:28:

daikhain darbar e dil main shaytan ne larkai ko aur larki ko dono ko hi warghalyia umera to mard aurt dono ko praise bhi krti hain aur fault finding bhi krti hain woh koi feminist nahin hain.
Waseem
Avatar Waseem
#56 - Quote - Permalink
Posted 06:15:2010 - 19:01:59:

dear Ms. Umaira,
umaira plz apni soch sahi karein. har lakay ko bura kiyun samajhti hein.?
zubaida abbas
Avatar zubaida abbas
#57 - Quote - Permalink
app ka khial ghalat hai
Posted 06:15:2010 - 03:33:06:

mwaseem83 wrote:
Dear Umaira Ahmed,
aap ka ye novel bhi bohat zabardast hai. mager mein aap say aik baat kerna chahta hoon. akhir aap larkion ko itna parsa kiyun sabit kerna chahti hein. kya dunya ki sari larkian parsa aur saray larkay zani hotay hein. madam aap bohat galat sochti hein aap ki sari kahani aik larki ki parsaei aur larkay ki buraei k gird ghoomti hai.

khuda k liye apni soch ko sahi karein saray larkay aesay nahi hotay plz


umera ahmad ki yehi to khubi hai ke woh kabhi urat k parsai ko topic banati hain to kabhi us ki ghalation ki nishan dhai krti hain aur issi tarah kabhi mardon ko itna parsa aur aqalmand zahir kti hain app zara ghor se in ki stories parhain.shaking head
zubaida abbas
Avatar zubaida abbas
#58 - Quote - Permalink
bohat achi novelist umera
Posted 06:15:2010 - 03:26:17:

main bohat late is website pr comments dai rahi hoon. umera ahmad app ne Allah Tala k ehkamat jo k deen e islam main hain un ko kahanion ki surat main bohat achi tarah se ujagr kyia hai is tarah bohat se log mutasir hokr gumrahion se bach sakte hain neez boht se zehnon main ubhrne walai sawalt jo qaza aur qadr se mutaliq hain woh bhi sumjhane ki koshish bohat behtreen trikqe se ki hai. log shayed sermons se itna nahin mutasir hon jitna demonstration se. apna kaam jari rakhnai hidayat ka. Allah apko ajr de.
nodnod
Ammarah Ahsan
Avatar Ammarah Ahsan
#59 - Quote - Permalink
Posted 06:14:2010 - 04:35:50:

great novel.end kafi 2 the point tha!
ak novel bhi seekhney walun ko buhut kuch seekha deta hy!
RGDZ
aashiii
Avatar aashiii
#60 - Quote - Permalink
Posted 06:14:2010 - 01:04:14:

simply owsum...u r really amazing i lyk ur way of presenting facts of life. i am ur great fan. this novel describes the true picture of lyf i love this novel.

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.